Khush khabri lyrics
Hindi Christian Song Lyrics
Rating: 3.00
Total Votes: 2.
Khush khabri-2, Aaya masih-2
Hum sabke paapon ko mitane
Duniya se andhakar hatane
Aaya Masih-2
Yeshu ke hum chahane wale – 3
Uske geeton ko gaane wale
Kehte hain saari duniya se – 2
Baat sahi aur baat khari, khush….
Khush khabri…
Ab meri dor haath mein tere -3
Tune liye paap bhi mere
Tere jaisa saare jahaan mein,
Na hai abhi, Na tha kabhi
This song has been viewed 5392 times.
Song added on : 3/23/2016
खुश खबरी
खुश खबरी-2, आया मसीह-2
हम सबके पापों को मिटाने
दुनिया से अंधकार हटाने
आया मसीह-2
येशू के हम चाहने वेल – 3
उसके गीतों को गाने वेल
कहते हैं सारी दुनिया से – 2
बात सही और बात खरी, खुश….
खुश खबरी…
अब मेरी डोर हाथ में तेरे -3
तूने लिए पाप भी मेरे
तेरे जैसा सारे जहाँ में,
ना है अभी, ना था कभी