Ishwar Ki Jai-Jaikaar lyrics
Hindi Christian Song Lyrics
Rating: 0.00
Total Votes: 0.
Be the first one to rate this song.
Ishwar Ki Jai-Jaikaar
Uski Hai Seema Apaar
Jisne Uthaya Mera Bhaar
Jeevan Ki Naav Kar Di Kinaar
Jeevan Ka Uss Se Paani Mile
Sachchi Tassali Rooh Ko Mile
Duniyabi Dukh Aur Gram Na Mile
Jeevan Ki Saari Aashish Mile
Jab Va Mein Papi, Rooh Vo Bimaar
Aaya Bachane Sun Ke Pukaar
Todi Gunaah Ki Usne Diwaar
Jeevan Mein Laya Mere Bahaar
This song has been viewed 2179 times.
Song added on : 5/27/2016
ईश्वर की जय जयकार
ईश्वर की जय जयकार !
उसकी है सीमा अपार
जिसने उठाया मेरा भार
जीवन की नाव कर दी किनार !
जीवन का उस से पानी मिले
सच्ची तस्सली रूह को मिले
दुनियाबी दुःख और ग्रम न मिले
जीवन की सारी आशिष मिले !
जब व में पापी, रूह वो बीमार
आया बचाने सुन के पुकार
तोड़ी गुनाह की उसने दिवार
जीवन में लाया मेरे बहार !